Tuesday 21 November 2017

Jaaney Do Mujhe Yaaron------ Rajesh Khanna.Kishore Kumar.

Jaaney Do Mujhe Yaaron Lyrics

 Fifty Fifty (1981)
Kishore Kumar.
 Rajesh Khanna.
Jaaney Do Mujhe Yaaron
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Meri koi manzil nahi
Main ek awaara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Duniya main mohabbat bhi
Hoti hai naseebon se
Duniya main mohabbat bhi
Hoti hai naseebon se
Kya pyaar ameeron ka
Hum jaise gareebon se
Ye chaand ki duniya hai
Main Khota sitaara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Aye dost mubarak ho
Aye dost mubarak ho
Ye mahal yeh rangralian
Mujhko toh bulati hein
Waapas woh meri galiyaan
Main ek pardesi hoon
Main ek banjara hoon
Jaaney do mujhe yaaron
Main kaun tumhara hoon
Meri koi manzil nahi
Main ek awaara hoon


Monday 20 November 2017

Mere Naseeb Mein Aye Dost----1969 (Do Rasthe) Rajesh Khanna, , Mohammed Rafi, , Mumtaj,

Mere Naseeb Mein Aye Dost Lyrics

 
Image result for naseeb mein ae dostKhiza ke phool pe aati kabhi bahaar nahin
Mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
Mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
Khiza ke phool pe aati kabhi bahaar nahin
Mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
Na jaane pyaar mein kab
Main zubaan se phir jaaun
Main banke aansoo khud apni
Nazar se gir jaaoon
Teri kasam hai mera koi aitbar nahin
Mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
Main roz lab pe nayi ek aah takta hoon
Main roz ek naye gham ki raah takta hoon
Kisi khushi ka mere dil ko intezar nahin
Mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
Gareeb kaise mohabbat kare ameeron se
Bichhad gaye hain kai Raanjhe apni Heeron se
Kisi ko apne muqaddar pe ikhtiyaar nahin
Mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
Khiza ke phool pe ati kabhi bahaar nahin
Mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin


Chup Gaye Sare Nazare Oye kya Baat Ho Gyi_1969 Do Rasthe (rajesh khanna,Mumtaj,Mohammed Rafi)


Chup Gaye Sare Nazare Oye kya Baat Ho Gyi.............


संगीत निर्देशकLaxmikant, Laxmikant-Pyarelal, Pyarelal
गायकMohammad Rafi and Lata Mangeshkar
गीतकारAnand Bakshi

Image result for rajesh khanna chup gaye sare nazare
लता:
छुप गये सारे नज़ारे ओये क्या बात हो गई 
छुप गये सारे नज़ारे ओये क्या बात हो गई 

रफ़ी:
तूने काजल लगाया दिन में रात हो गई
तूने काजल लगाया दिन में रात हो गई
मिल गये नैना से नैना ओये क्या बात हो गई
मिल गये नैना से नैना ओये क्या बात हो गई

लता:
दिल ने दिल को पुकारा मुलाक़ात हो गई

रफ़ी:
कल नहीं आना
मुझे ना बुलाना
के मारेगा ताना ज़माना 
कल नहीं आना
मुझे ना बुलाना
के मारेगा ताना ज़माना 
तेरे होंठों पे रात ये बहाना था
गोरी तुझको तो आज नहीं आना था
तू चली आई दुहाई ओये क्या बात हो गई
तू चली आई दुहाई ओये क्या बात हो गई

लता :
मैने छोड़ा ज़माना तेरे साथ हो गई
ओ मैने छोड़ा ज़माना तेरे साथ हो गई

रफ़ी:
तूने काजल लगाया दिन में रात हो गई

लता:
अमवा की डाली
पे गाये मतवाली
कोयलिया काली निराली
अमवा की डाली
पे गाये मतवाली
कोयलिया काली निराली
सावन आने का कुछ मतलब होगा
बादल छाने का कोई सबब होगा
रिमझिम छायेँ घटायेँ ओये क्या बात हो गई
रिमझिम छायेँ घटायेँ ओये क्या बात हो गई

रफ़ी:
तेरी चुनरी लहराई बरसात हो गई
तेरी चुनरी लहराई बरसात हो गई

लता:
दिल ने दिल को पुकारा मुलाक़ात हो गई
छोड़ न बइयाँ
पड़ूँ तेरे पइयाँ
तारों की छैंयाँ में सैंयाँ
छोड़ न बइयाँ
पड़ूँ तेरे पइयाँ
तारों की छैंयाँ में सैंयाँ

रफ़ी:
एक वो दिन था मिलाती न थी तू अँखियाँ
एक ये दिन है तू जागे सारी-सारी रतियाँ
बन गई गोरी चकोरी ओये क्या बात हो गई
बन गई गोरी चकोरी ओये क्या बात हो गई

लता:
जिसका डर था बेदर्दी वही बात हो गई
हो जिसका डर था बेदर्दी वही बात हो गई
छुप गये सारे नज़ारे ओये क्या बात हो गई

दोनों:
दिल ने दिल को पुकारा मुलाक़ात हो गई
दिल ने दिल को पुकारा मुलाक़ात हो गई

Yeh Reshmi Zulfen Lyrics---1969 (Do Rasthe ) Mohammed Rafi,Rajesh Khanna,Mumtaj

Image result for येह रेशमी ज़ुल्फ़ेंYeh Reshmi Zulfen Lyrics

Mohammed Rafi
Ye reshami julfen, ye sharabati ankhe
Inhe dekhakar ji rahe hain sabhi

Jo ye ankhe sharam se jhuk jaaegi
Saari baaten yahin bas ruk jaaegi
Chup rahana, ye afsaana koi inako na batalaana
Ki inhe dekhakar pi rahe hain sabhi

Julfen magarur itani ho jaaengi
Dil ko tadpaaengi, ji ko tarasaaengi
Ye kar dengi diwaana, koi in ko na batalaana
Ki inhe dekhakar ji rahe hain sabhi

Saare inaki shikaayat karate hain
Fir bhi inase mohabbt karate hain
Ye kya jaadu hai jaane, fir chaak girebaan diwaane 
Inhe dekhake si rahen hain sabhi 
 

Sunday 19 November 2017

Bade Bhaiyya Laaye Hain Landon"Ek Hi Raasta (1956 film)

Bade Bhaiyya Laaye Hain Landon"Ek Hi Raasta (1956 film)


Sunil DuttMeena KumariAshok KumarDaisy IraniJeevanShrinath
  bade bhaiyaa laaye hai london se chhori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori
bade bhaiyaa laaye hai london se chhori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori

joru binaa aadhe hai hum
jaane kab hoge pure
sab to rachaaye shaadi
hum hi phire langure
joru binaa aadhe hai hum
jaane kab hoge pure
sab to rachaaye shaadi
hum hi phire langure
kahi kar na daale ham dulhan ki chori, chori
kahi kar na daale ham dulhan ki chori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori
bade bhaiyaa laaye hai london se chhori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori

phule jo dono gaal to munh laal ho gayaa
apnaa to maare ranj ke ye haal ho gayaa
dekhe koi baraat to hum roye zaar zaar
dekhe koi baraat to hum roye zaar zaar
dekhe koi baraat to hum roye zaar zaar
dulhan kaa naam sun sun ke dil hoye bekraar
dulhan kaa naam sun sun ke dil hoye bekraar
dulhan kaa naam sun sun ke dil hoye bekraar
dekhe koi baraat to hum roye zaar zaar
dulhan kaa naam sun sun ke dil hoye bekraar
padun dekho ammaa ji paiyaa mai tori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori, gori
bade bhaiyaa laaye hai london se chhori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori
dilaa do hame bhi dulhan gori gori
                                                                                                                                                                                                            

Friday 17 November 2017

Mera Chhota Sa Dekho Yeh Sansar Hai Lyrics - Bhai Bhai (1956)

Mera Chhota Sa Dekho Yeh Sansar Hai Lyrics - Bhai Bhai (1956)

Movie/album: Bhai Bhai (1956) Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Rajendra Krishan Music Composer: Madan Mohan Kohli
Music Director: Madan Mohan Kohli Director: Nitai Palit Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Kishore Kumar, Nirupa Roy, Nimmi, Shyama, David


Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ye mera singaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Meri chhoti si bagiya ke o baaghbaan
Meri chhoti si bagiya ke o baaghbaan
Tere dam se hai saari bahaaren yahaan
Tere dam se hai saari bahaaren yahaan
Saare baagon se achcha ye gulzaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ek muskuraahat teri
Mera jiwan hai ek muskuraahat teri
Meri duniya hai kadmon ki aahat teri
Meri duniya hai kadmon ki aahat teri
Tere kadmon mein hi mera ghar baar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Chhodke main tujhe koi jannat na loon
Chhodke main tujhe koi jannat na loon
Tere badle mein duniya ki daulat na loon
Tere badle mein duniya ki daulat na loon
Meri pooja piya tera deedar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera jiwan hai ye, mera singaar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai
Mera chhota sa dekho yeh sansar hai